Sunday, September 30, 2007

na jaane...



na jaane...yeh kaisa yakin hai...
ki har gunaah aapka lagta haseen hai....

kal shab se lekar aaj seher tak
...ka koi gilaah nahin hai...
na jaane...yeh hamara kaisa yakin hai...
ki har gunaah aapka lagta haseen hai....