Sunday, September 30, 2007

na jaane...



na jaane...yeh kaisa yakin hai...
ki har gunaah aapka lagta haseen hai....

kal shab se lekar aaj seher tak
...ka koi gilaah nahin hai...
na jaane...yeh hamara kaisa yakin hai...
ki har gunaah aapka lagta haseen hai....

3 comments:

abcdefgh said...

there is no smoke without fire :). yeh romantic mood kab se? I mean kisi ka gunaah itna haseen kab se lagne laga?

On a serious note, pretty awesome shayari!! kash hum bhi kuch aisa izhaar kar paate apne blog mein

etherealspace said...

izhaar nahi kar paate to kya hua??
aise khayalon ko sirf panaah mil jaaye...aur kya chahiye ..:-)

Rocky said...

na jaane... yeh kaisa yakin hai... ki hamara gunaah to sirf mohabbat hai... shab se lekar seher tak sirf aapka intezar hai... na jaane... yeh kaisa yakin hai..